Juma mubarak kahna sunnat se Sabit nahi

*Juma mubarak kahna sunnat se Sabit nahi.*❌
--------------------------------------------------
*Juma mubarak kahna 1 nayi Ejad hai islam me..*
--------------------------------------------------
➡ *Deen me koi bhi nayi cheez Shamil krna bidat hai*
📚 *[Sahih al bukhari:2697]

*Kya juma eid ka din hai to hum kyu nhi de sakte mubarakbaad.?*
--------------------------------------------------
👉 *Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam* Ne farmaya ye din (jumaa ) Eid ka din hai jo Allah ne musalmano ko ata farmaya hai, isliye jo jumaaa ke liye aaye to ghusal kar le aur khushbu mil jaye to laga le aur tum par miswak bhi hai .
 📚[Sunan ibn Majah #1098]
👆
*Ye baat sahi hai lekin*
👇👇👇
 *Rasoolallah saw se Eid ki mubarakbaad dene ka bhi suboot nhi milta hai "Eid mubarak" ke alfaz nhi milte hain..*
Blke Sahaba(raz) se sabit hai ki 👇
--------------------------------------------------
Eid ki namaz ke bad sahaba ikram se baaz aasaar milte hain. Woh ek dusre ko in alfaaz me mubarakbad dete the- 
👈 *"تقبل اللہ منا و منک"*
👉 *Taqabbal allahu minna wa minkum*
(Allah apke or mere Aamal qubool farmaye)
📚(Fatehul bari-2/446)

👉 *To jub unhone nhi diya to ham kyu de.*
Hame bhi es trah ke Mubarakbad se Bachna Chahiye.
or *Eski ejad Social media se hui hai*
( *हर बात दलील के साथ)*

📱 *Forward ज़रूर करे(अल्लाह अज्र देगा)*
Join our watp grp
👇👇👇
https://chat.whatsapp.com/LAsX0LX3HVj9gc6hmmL47P 

Our *Facebook* group 👇
https://www.facebook.com/groups/1217228761764918/

एक टिप्पणी भेजें

© Hindi | Ummat-e-Nabi.com. All rights reserved. Distributed by ASThemesWorld